how to solve xampp server fix problem "443" in hindi?
Jb bhi 443 port ki problem aati hain tb kya kare aaj m isi k bare me bataunga .
Yh problem vmwear ke install karne se bhi aati h .
yesi problem ko solve karne ke liye apko pahle xampp ko open karna hoga
uske bad apko " config " per click karna hoga
bad me scond wala option choose karna hoga.
jese scond wale option per click karoge tb ek text file open hogi
Fir apko " ctrl+ F " press karna hoga
or type karna hoga "443" or " Find_Next " per click karna hoga
jis jis jagah per 443 hoga use edit karke 444 type karna hoga
or file ko save karna hoga iske liye ctrl +s type karke kar dena hain
or iske bad xampp server ko restart krna hoga
restart karke ap apache service ko start karge to yh problem solve ho jayegi
No comments:
Post a Comment