TRISHVAR

Dec 7, 2017

How to make partition of computer & laptop hard disk [In Hindi]

Aaj ke is tutorial me m apko bataunga ki kese aap apne computer ki hard disk ka partition create kar sakte ho
Agar apki hard disk 1 TB ki hain or ap usko alag alag part me banana chahte ho ya yu bole ki ap apni hard disk ko ek se adhik part me divide karna chathte ho to yah tutorial ake liye helpfull hoga

sabse pahle apko search box me type karna hoga  partition



uske bad apko ek option dikhega  create and format hard disk partitions


uspe hum click karenge tab ek screen open hogi disk managemant usme c drive ka partition kiya hua pahle se milenga agar apne new window install ki hain tab



agar pahle se  D drive ,E drive ,F drive ka partition hain or apko or ek ya usse jyada partition banane hain  apke computer me bache huye  unllocated free space ka tab apko unllocated  free space show ho rahi disk pe right click karenge

tab kuch options dikhenge usme se NEW SIMPLE VOLUME wala ek option hoga uspe click karna hoga

uske bad next click karna hoga bad me agar ap apni disk ko apni choice ke anusar koi letter dena chahte hain to de sakte hain ya default rhne de sakte hain   fir jitne GB ka partition create karna hain waha type kar dijiye bad me next pe click kar dijiye



 ab aage new volume ka name dena chahte ho to bo bhi de sakte ho ya bad me bhi de sakte ho 

mene yha TRISHVAR diya hain ab next click karenge to apki disk ka partition create ho jayega
 ab ap dekh sakte ho disk managemant me ki TRISHVAR name se new partition create ho chuka hain or niche wali pic me bhi dekh sakte ho create new partition ko

No comments:

Post a Comment